Live Law

2024-06-26 08:41:40.0

  • Arvind Kejriwal addresses court: CBI sources se media me chalwaya ja raha hain ki maine ek bayaan diya hain ki maine apna sara dosh Manish Sisodia iske doshi hain. Maine Aisa koi bayaan nahi diya hain ki Manish Sisodia doshi hain ya saari cheez ka koi doshi hain. Maine kahan tha Manish Sisodia nirdosh hain, AAP nirdosh hain, mai nirdosh hu. Inka saara plan hume media me badnaam karne ka hain. Isko record Kiya jaaye ki CBI sources se ye sab media me na chalwaya jaaye.

    Next Story